یوں تو اپنے قاصدآنِ دل کے پاس
جانے کس کس کے لیے پیغام ہیں
جو لکھے جاتے رہے اوروں کے نام
میرے وہ خط بھی تمہارے نام ہیں
Below is a list of useful links:
- Hai seene mein ajab ek shor barpa,
- Hai mohabbat hayat ki lazzat, warna kuch lazzat-e-hayat nahi
- Hai bar’pa her gali main shor-e-naghma
- Tere aane se, kuch zara pehle
- Kabhi jab muddaton ke ba’d us ka saamna hoga,
Yoon to apne qasidaan-e-dil ke paas, jaane kiss kiss ke liye paigham hain,
Jo likhe jaate rahe auron ke naam, mere woh khat bhi tumhaare naam hain.